Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


let ke sofe pe killaan gaade plasma tv ka mukhda taade lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat kaam ki baaton se palla jhaade bewajah kismat pe yeh bill phaade are lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat yeda hai haaye re peda na khaaye re toko to poochhe why why why why baby why why why why re khote da puttaraa samjhaaun kis tarah apna hi rona gaaye gaaye gaaye gaaye dekho gaaye gaaye gaaye gaaye ulte haath lo kar lo baat pressure cooker ki seeti siyaaron se sayaana yeh fan hai khud ka khayaalon ka pulaaw paka ke phir pulaaw nasal hai karele chal hat let ke sofe pe killaan gaade plasma tv ka mukhda taade lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat kaam ki baaton se palla jhaade bewajah kismat pe yeh bill phaade arre lazy lad lazy lad saiyaan lo kar lo baat
le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn hum tum hum tum janmon ke saathi hum tum hon jiss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai wahaaaan le chal jab se nazar mein aap base hain jab se nazar mein aap base hain masti si chhaayi hai aankhon mein chhayi rahe ye masti bas jaaye dil ki basti mehki rahe ye waadiyaaaan le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn le chal preet ka bandhan baandh ke tumne preet ka bandhan baandh ke tumne preet pe bhi upkaar kiya hai ab ye bandhan naa toote yug yug ye saath naa chhute chalta rahe yun carwaaaaan le chal le chal mere jeevan saathi le chal mujhe uss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai jahaaaaannn hum tum hum tum janmon ke saathi hum tum hon jiss duniyaa mein pyaar hi pyaar hai wahaaaan le chal
chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai le chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai subaho shaam kaam hi se kaam hai yahi to hai naseeb jiska naam hai subaho shaam kaam hi se kaam hai yahi to hai naseeb jiska naam hai tadbeer kiye jao takdeer badal jayegi aaj na to kal sahi suhani ghadi aayegi le chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai moti bhi mile to tum na bheekh lo hathon se kamaake jeena seekh lo moti bhi mile to tum na bheekh lo hathon se kamaake jeena seekh lo mutthi mein tumhari chhupa hua jahaan hai mitti sona ho tumhare hathon mein wo jaan hai le chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai o
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm lala la lala la lala la la la lala chandani muskuraaye jab hawaa kuchh kahe samjho meri sadaayen hain tere saath mein jo ghana ho fiza mein andhera laayenge hum savere tere liye le chale le chale yaadon ke ye kaafile jaayenge hum jahaan ye zamin aasmaan mile narm boondon ki rimjhim pehli baarish ke din dopahar garmiyon ki shaamen woh sard see rutt koi koi mausam koi ghadi saath mein hum ko hardum tum paaoge le chale le chale roshni ke yeh saaye chhoo ke jaaye tujhe samjho meri sadaaen hai tere saath mein jo ghana ho fiza mein andhera laayenge hum savere tere liye le chale le chale yaadon ke ye kaafile jaayenge hum jahaan ye zamin aasmaan mile le chale le chale
le chalo le chalo ab kahin le chalo le chalo le chalo ab kahin le chalo soch lo soch lo theek tarah soch lo le chalo le chalo ab kahin le chalo pyaar tumse kiya hai khushi ke liye pyaar tumse kiya hai khushi ke liye tumko saathi chuna zindagi ke liye ye na ho tum kahin raah mein chhod do soch lo soch lo thik tarah soch lo gar nahin hai yakin to kadam rok lo le chalo le chalo ab kahin le chalo pyaar ki raah mein hain kayi mushkilen pyaar ki raah mein hain kayi mushkilen tumko soche huye sukh mile na mile nibh sake to nibhane ka waada karo le chalo le chalo ab kahin le chalo thaam lo ab mera haath tum thaam lo le chalo le chalo ab kahin le chalo hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm
haay le de saiyaan odhni ho le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni phir dikhlaun morni ki chaal main dildaar oye le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni chalun lachak lachak ke aahe zara matak matak ke aahe lat jhatak jhatak ke aahe aaaaah chal tedhi medhi chal adi tappa chal kodi phera chal balleshera oooooooo meri jugniye o meri hirniye o meri morniye chaahe bik jaaye pagdi meri chaahe bik jaaye hal o main keha soch ke chaahe bik jaaye pagdi meri chaahe bik jaaye hal le doonga jo tu maange ek baar thumak ke chal zara lachak lachak ke zara matak matak ke lat jhatak jhatak ke mukar na jaana mukar na jaana tujhse kuchh maanga hai pehli baar oye le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni oooo mere makkhna o mere sajjna o mere beliya odh chunariya niklungi to dil jayenge kaanp main gaya sadke odh chunariya niklungi to dil jayenge kaanp jaane kis kis ke seene pe laut jaayenge saanp chalun lachak lachak ke
le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dil dhadakta dil le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dil dhadakta dil na koi sauda na koi keemat na parchi na bill le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dil dhadakta dil ek din yaaro humein bhi duniya kehti thi dilwaala ek din yaaro humein bhi duniya kehti thi dilwaala kismat footi pad gaya ek nakhre waali se paala gaya haath se dil aisa hum ho gaye munsi bedil le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dhadak dhadakta dil gaya chor bazaar wo zaalim bhaav bhada ek aana mahange daam kharide koi kyun kar maal puraana aakhir aashiq ka dil tha na tha dilbar ka dil le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dhadak dhadakta dil maal bika na jab chori ka to dilbar pachhtaaya oho are maal bika na jab chori ka to dilbar pachhtaaya ho kar aakhir sharmsaar dil waapas karne aaya humne kar kar dedi kya jab gaya jagah se dil le gaya zalim ghadi samajh ke
japan love in tokyo japan love in tokyo le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo ye to shaher mastana jis ka andaz maashukana deta hai pyar ka paimana karta hai sab ko deewana ye to shaher mastana jis ka andaz maashukana deta hai pyar ka paimana karta hai sab ko deewana le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo dekho vo gori gori raahein hum ko isharon se bulayein kitni rangeen hain fizaayen japani pariyan muskurayen dekho vo gori gori raahein hum ko isharon se bulayein kitni rangeen hain fizaayen japani pariyan muskurayen le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo nache har mod pe jawani kehti hai pyar ki kahani aayee vo cabare ki rani
le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen jaa kar bhula naa dena dil se meri wafaayen le jaa meri duwaayen le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen tu hi suhaag meraaaaa tu hi singaar meraaaa kar loongi zindagi bhar main intezaar tera ummeed ke sitaare dekho naa doob jaayen le jaa meri duwaayen le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen sunte hain ye sitamgar duniyaa nahin kisi ki jisne bhi ki muhabbat dushman huyi usi ki aisa naa ho ke saajan hum tum se mil naa paayen le jaa meri duwaayen le jaa meri duwaayen le jaa pardes jaane waale le jaa meri duwaayen jaa kar bhula naa dena dil se meri wafaayen le jaa meri duwaayen
le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge reh jayenge reh jayenge paise wale dekhte reh jayenge reh jayenge reh jayenge paise wale dekhte reh jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge tum ho kali to gulaab hum hain ho gulaab hum ho hain ho ho hothon se laga lo to sharab hum hain ji sharab hum hain kehte hain log ki kharaab hum hain teri har baat ka jawab hum hain lajawab hum hain o ho ho apne do haathon se kamaya hua khaane wale haq na paraya kabhi khayenge sasurji le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge main bhi tere saath hoon dil bhi tere saath sajnaa dil bhi tere saath ho ho ho chaahe jab aaja channaa le ke baraat chheti chheti aaja channaa le ke baraat chheti chheti aaja channaa le ke baraat ho o o mere paas kothi hai na caar sajni na caar sajani kadka hai tera
Leke Dil Chupke Se
le le dard parayaa aaaaa aaaa aaaaaa le le dard paraya kar de door ghum ka saya teri khushi tujh ko mil hi jaayegi le le dard paraya kar de door ghum ka saya teri khushi tujhko mil hi jaayegi khushi auron ko de ke tu le le ghum teri haar bhi jeet se kuchh na kam khushi auron ko de ke tu le le ghum teri haar bhi jeet se kuchh na kam jeet se kuchh na kam jo kisi ke kaam aaya jis ne roton ko hansaya uski kashti bhi kinare lag hi jayegi le le dard paraya kar de door ghum ka saya teri khushi tujh ko mil hi jaayegi jeeya apni khaatir to wo kya jeeya kiya khud ko khushhaal to kya kiya jeeya apni khaatir to wo kya jeeya kiya khud ko khushhaal to kya kiya to kya kiya tu bahaar ban ja saari duniyan pe chha murjhayi kali bhi khil hi jaayegi le le dard paraya kar de door ghum ka saya teri khushi tujh ko mil hi jaayegi tu duniyan mein apna nishaan chhod jaa rahe yaad wo daastaan chhod jaa tu duniyan mein apna nishaan chhod jaa rahe yaad wo daastaan chhod jaa daastaan chhod jaa
Lele Gori
le lo le lo duwaayen maa baap ki hooo le lo le lo duwaayen maa baap ki sir se utregi ghathri paap ki le lo le lo duwaayen maa baap ki god mein maa ki aankh khuli jag dekha baap ke kandhe chadh ke god mein maa ki aankh khuli jag dekha baap ke kandhe chadh ke sevaa badi naa hogi koi inn donon ki seva se badh ke inn donon ki seva se badh ke le lo le lo duwaayen maa baap ki sir se utregi ghathri paap ki le lo le lo duwaayen maa baap ki dukh sehna maa baap ki khatir farz to hai ehsaan nahin dukh sehna maa baap ki khatir farz to hai ehsaan nahin karz hai inka tere sir par bikhsha yaa koi daan nahin hooooo bikhsha yaa koi daan nahin le lo le lo duwaayen maa baap ki sir se utregi ghathri paap ki le lo le lo duwaayen maa baap ki maat pita ke charan chhuye jo chaar dhaam teerath phal paaye maat pita ke charan chhuye jo chaar dhaam teerath phal paaye jo aashish ye dil se den bhagwan se bhi taali naa jaaye bhagwan se bhi taali naa jaaye le lo le lo duwaayen maa baap ki sir se
le pee zara aur pee le pee zara aur pee na khushi rahe na ghum rahe ae dil ab hosh mein na tu rahe na hum rahen le pee zara aur pee paas hai may ki pari main jahaan se door hoon paas hai may ki pari paas hai may ki pari main jahaan se door hoon kuchh na poochho mujhse koi main nashe mein choor hoon le pee zara aur pee na khushi rahe na ghum rahe le pee zara aur pee wo zamaana pyaar ka ek fasaana ho gaya wo zamaana pyaar ka wo zamaana pyaar ka ek fasaana ho gaya jaise chamka koi taara aur kahin pe kho gaya le pee zara aur pee na khushi rahe na ghum rahe le pee zara aur pee hosh se achchhi lage mujhko ye behoshiyaan hosh se achchhi lage hosh se achchhi lage mujhko ye behoshiyaan ab to yaaro ek main hoon aur meri madhosiyaan le pee zara aur pee
o ho o o o ho ho o ho ho o o o le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein pyaar ki chhaaon mein bithaaye rakhna sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa tumne chhuaa to taar baj uthhe mann ke tum jaisa chaaho rahein waise hi ban ke tum se shuroo tumhin pe kahaani khatm karein tum se shuroo tumhin pe kahaani khatm karein dooja na aaye koi nainon ke gaaon mein le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein pyaar ki chhaaon mein bithaaye rakhna sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa chhota sa ghar ho apna pyaara sa jag ho koi kisi se pal bhar na alag ho iss ke siwaa ab dujee koi chaah nahin haste rahein hum dono phoolon ke gaaon mein le to aaye ho humein sapnon ke gaaon mein pyaar ki chhaaon mein bithaaye rakhna sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa
leena leena hoo hoo hooooo leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena jo tere roop ke jaado mein kho gaya jo teri zulf ke saaye mein soo gaya uska hai marna marna uska hai jeena jeena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena aisi hain aankhein teri jaise ke koi gazal yaa kisi jheel mein tairte do kamal inmein na doob jaaye iss dil ka ye safeena leena o leena dil toone chheena hmm leena o leena dil toone chheena guzregi ab zindagi teri haseen yaad mein aaye na aaye kabhi phir aaj ke baad mein ye raat ye ghadi ye din saal ye maheena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena ye leena o leena dil toone chheena
aaye bata lala la loo la la la la la aaa aaa aaa aaaa aaye bata ta ra ra ra ra ra ta ra ra ra aaye bata ra ta ru ra ra la la la la la la la la la lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyaar ka aa bhi jaa aa lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyaar ka aa bhi jaa aa hum to kab se khade dilruba sun rahe tere dil ki sada iss kadar bakali ya khuda oooo lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyaar ka aa bhi jaa aa nayi nayi pehchaan ho gayi pyaar ki raah aasaan ho gayi ho gaya ek ab raasta humsafar ik mujhe mil gaya ab kismat se maangu main kya ooooooo lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyaar ka aa bhi jaa aa jahan jahan dekhun main tu hai na tamanna na koi aarzoo hai maine maangi thi ik din duwaa uss duwaa mein asar aa gaya mit gaya pyar ka faasla ooooooo lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka mausam hai pyaar ka aa bhi jaa aa tere mere dil ne kaha hai pyaar hona tha hoke raha hai maine bhule se socha na tha mere pehlu mein hai har
khoyi khoyi si hoon main kyun ye dil ka haal hai dhundle saare khwaab hai uljha har khyaal hai saari kaliyan murjha gayi rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehron mein beh gaye raah mein kal kitne chirag the saamne kal phoolon ke baag the kiss se kahun kaun hai jo sune kaante hi kyun maine hai chune sapne mere kyun hai kho gaye jaage hai kyun dil mein ghum naye saari kaliyan murjha gayi rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehron mein beh gaye na na na na na na na na na na na na kya kahu kyu ye dil udhas hai ab koi door hai na paas hai chhu le jo dil wo baaten ab kahan wo din kahan raaten ab kahan jo beeta kal hai ab khawab sa ab dil mera hai betaab sa saari kaliyan murjha gayi rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehron mein beh gaye beh gaye
lehron ki tarah yaadein dil se takraati hain toofan uthati hain lehron ki tarah yaadein dil se takraati hain toofan uthati hain lehron ki tarah yaadein kismat mein hain ghor andherey raatein sulagti dhundhle savere kismat mein hain ghor andherey raatein sulagti dhundhle savere lehron ki tarah yaadein dil se takraati hain toofan uthati hain lehron ki tarah yaadein taktey taktey sooni raahein pathra gayi hain ab to nigaahein taktey taktey sooni raahein pathra gayi hain ab to nigaahein lehron ki tarah yaadein dil se takraati hain toofan uthati hain lehron ki tarah yaadein barson se dil pe bojh uthaaye dhoond raha hoon pyaar ke saaye barson se dil pe bojh uthaaye dhoond raha hoon pyaar ke saaye lehron ki tarah yaadein dil se takraati hain toofan uthati hain lehron ki tarah yaadein dil se takraati hain toofan uthati hain lehron ki tarah yaadein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lazy Lad Ghanchakkar (2013) 03:16 35973
 
Poster of Ghanchakkar (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Richa Sharma
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 03:16   Song Number : 35973   

Le Chal Mere Jeevan Vishwas (1969) 04:32 14402
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemlata, Mukesh
On Screen Actors- 
Aparna Sen, Jeetendra
Duration : 04:32   Song Number : 14402   

Le Chala Jidhar Ye Dil Miss Bombay (1957) 04:01 38365
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajit
Duration : 04:01   Song Number : 38365   

Le Chale My Brother Nikhil (2005) 04:45 18312
 
Poster of My Brother Nikhil (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Amitabh Varma
Music Director- 
Vivek Philip
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Sanjay Suri
Duration : 04:45   Song Number : 18312   

Le Chalo Man Jaiye (1972) 04:08 39070
 
Poster of Man Jaiye (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mukesh, Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Rakesh Pandey, Rehana Sultan
Duration : 04:08   Song Number : 39070   

Le De Saiyaan Odhani Pavitra Papi (1970) 05:36 39217
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Tanuja, Balraj Sahni, Achla Sachdev
Duration : 05:36   Song Number : 39217   

Le Gaya Zalim Ghadi Samajh Ke Bombay Race Course (1965) 03:20 38951
 
Poster of Bombay Race Course (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:20   Song Number : 38951   

Le Gayee Dil (Love In Tokyo) Love In Tokyo (1966) 05:34 20825
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 05:34   Song Number : 20825   

Le Jaa Meri Duwaayen Deedar (1951) 03:45 13036
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Des
Duration : 03:45   Song Number : 13036   

Le Jayenge Le Jayenge Chor Machaye Shor (1974) 04:02 20826
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Tulshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj, Madan Puri
Duration : 04:02   Song Number : 20826   

Le Ke Dil Chupke Se Dillagi (1949) 03:07 37765
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Chanda, Shyam
Duration : 03:07   Song Number : 37765   

Le Le Dard Paraya Chhote Babu (1957) 03:24 16422
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:24   Song Number : 16422   

Le Le Gori Pehan Le Chhori Paapi (1953) 02:52 39877
 
Poster of Paapi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:52   Song Number : 39877   

Le Lo Duwaayen Maa Baap Ki Maa Baap (1960) 03:45 16268
 
Poster of Maa Baap (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:45   Song Number : 16268   

Le Pee Zara Aur Pee Toofan Mein Pyaar Kahan (1966) 03:52 40178
 
Poster of Toofan Mein Pyaar Kahan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:52   Song Number : 40178   

Le To Aaye Ho Humein Sapnon Ke Gaaon Mein Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) 03:39 12338
 
Poster of Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rameshwari
Duration : 03:39   Song Number : 12338   

Leena O Leena Swarg Narak (1978) 04:53 18374
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:53   Song Number : 18374   

Lehra Ke Aaya Hai Waris (1969) 04:17 36112
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Jitendra, Hema Malini
Duration : 04:17   Song Number : 36112   

Lehrein Aisha (2010) 04:49 17041
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Abhay Deol, Various
Duration : 04:49   Song Number : 17041   

Lehron Ki Tarah Yaadein Nishaan (1983) 05:14 13883
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Poonam Dhillon
Duration : 05:14   Song Number : 13883